Kisi bhi number ka call details nikale bina OTP ke | Call Details | Call History

 Kisi bhi number ka call details nikale bina OTP ke 

Hello smart phone user kiya aapne ye socha hai ki kis tarah aap apne number ka call detais nikal sakte hai? Ho sakta hai ki aapko kisi karan se call details ki jarurat ho ya fir aap yah dekhna chahte hai ki aap kinke saath lambe samay tak baat kiye hai. Ye sab aap asani se dekh sakte hai, main aapko call details nikalne main is post ki sahayata se step by step madad krunga.

Step :- 1. apne mobile ka Play Store ya app store open kre aur app ka pata lagaya

Play story ya app store open krne ke baad "Call History Of Any Number" type kar search kr lijiye aur niche diye gye image jaysa app ko dekh kar download kr lijiye. Agar aapko is tarah ka app nhi dikh raha hai to aap niche diye gye link pe click karke bhi asani se download kar sakte hai.

Kisi bhi number ka call detail nikale bina OTP ke


Step :- 2. Ek option ko select krne

App download hone ke baad app ko open kr lena hai aur kisi ek option ko select kar lena hai jiska aapko history nikalna hai. Ayse aap is app ki madad se call history, WhatsApp history, message history aur bohout se history ko asani se nikal sakte hai. 

Kisi bhi number ka call detail nikale bina OTP ke

Step :- 3. Enter your mobile number 

Kisi ek option ko select krne ke baad apke samne niche diye gye photo ke tarah option aa jayega jaha aap apne mobile ko dal dijiye jis bhi number ka aapko call history nikalna hai. Number dalne ke baad submit wale option pe click kr dena hai. 

Kisi bhi number ka call detail nikale bina OTP ke

Step :- 4. Enter your email I'd

Mobile number dal kr submit wale option pe click krne ke baad aapke samne niche diye gye image ke jaysa interface aayega jaha aap apna email id dal kar submit wale option pe click kar de. Click krne ke baad loding page open ho jayega fir aapke samne aapka sara details aa jayega jaha aapka mobile number aur aapka email I'd rahega fir apko next wale option pe click kr dena hai. 


Step :- 5. Ek option ko select kre 

Next wale option pe click krne ke baad aapke samne niche diye gaye image ke jaysa interface Open ho jayega jaha se ek option ko select kar lena hai, Select krne ke baad ek PDF generate ho jaayega fir aapko us PDF ko download button pe click karke download kr lena hai, fir aapka call details pdf me aapke samne aa jayega. 

Kisi bhi number ka call detail nikale bina OTP ke

Submit

1 Comments

Previous Post Next Post